Thursday, 4 February 2016

Dil aur dimag

                 

Mujhe aaj tk dil ka structure abhi  completely smjha me nhi aa ska hai.. bs function pta hai aur thoda bahut structure bhi.....

medical science me maine pdha hai ki ye 255 gm ka ye organ sirf blood ko hi pump kr skta hai aur ku6 nhi

Btt

agr hm dusre view se dekhe to ye multifuctional hai..........i mean bhut sare kaam krta hai ...........
Jaise ki 
sari problems yahi creat krta hai aur phir hmare mind ko solution nikalna pdta hai...................
Aur to aur jb kbhi kisi prblm ka solution mind ke pas bhi nhi hota to ye bhi available krva deta hai 
Kbhi prblm creator bn jata hai to kbhi solution dene vala bhi


Bechare dil aur dimag dono hmesha opposite phase me hi rhte hai , kabhi sath nhi rhte ek coin ke do faces ki trh. 
ek hi baat pr ek ha to dusra na, dusra ha to phla na.
pr hm to kisi ek ki hi maan skte hai ..


Kbhi koi khta hai ki dil ki suno kbhi koi khta hai ki dimag ki suno ........ bahut confusion hai yar.....
.
.


ya to dil ki mane ya phir dimag ki......hi man le ...........................
Pr  kiski mane.............. dil ki ya dimag ki ........ ......
to mai bta du ........
Waise mujhe lgta hai ki 
dil k matter me dimag ko door rakkh diya jaye  aur dimag k matter me dil ko........................


Kyo sahi hoga na dil apne cases solve kre aur dimag apne cases solve kre ........tb to tkraar na hogi na .

आपका दोस्त -सुमित सोनी

No comments:

Special post

मेरा बचपन

            बचपन- छुटपन की यादों में  खोये छुटपन की यादो में जब मस्त मगन हम होते थे वो दिन भी कितने अच्छे थे जब हम अनजाने बच्चे थे । ...